lyrics search

Wednesday, December 28, 2016

Channa mere yaa , mera yaa



(Arijit Singh Begins)
(Interlude)
Achcha chalta hoon,
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka,
Zubaan pe swaad rakhna
Dil ke sandukon mein,
Mere achche kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi,
Mera tu salaam rakhna
Andhera tera, maine le liya
Mera ujla sitaara, tere naam kiya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya beliya, o piya..
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya beliya, o piya..
O.. piya.. aa..
Piya.. piya.., o piya..
(Interlude)
Mehfil mein terihum na rahe jo
Ghum toh nahin hai, ghum toh nahin hai
Kisse hamare, nazdeekiyon ke
Kam toh nahin hai, kam toh nahin hai
Kitni dafaasubah ko meri
Tere aangan mein baithe shaam kiya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya beliya, o piya..
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya
Channa mereya, mereya beliya, o piya..
Tere rukh se apna raasta,
Modd ke chala
Chandan hoon main apni khusbu,
Chodd ke chala
Mann ki maaya rakh ke, tere takiye tale
Main raahi * sooti chola, oddh ke chala
O piya

Tuesday, December 27, 2016



Singer: Arijit Singh
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Pritam and Available on Sony Music India.

Aye Dil Hai Mushkil Lyrics Title Song

Tu Safar Mera
Hai Tu hi Meri Manzil
Tere bin guzara
Aye Dil Hai Mushkil
Tu mera Khuda
Tu hi duaa mein shaamil
Tere bina guzara
aye dil hai mushkil

Mujhe Aazmaati hai teri kami
Meri har kami ko hai tu laazmi
Junoon hai mera banoo main tere kaabil
Tere bina guzara
Aye dil hai mushkil
Yeh rooh bhi meri
Yeh jism bhi mera
Utna mera nahi
Jitna hua tera

Tune diya hai jo
Woh dard hi sahi
Tujhse mila hai toh
Inaam hai mera
Mera asmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi

Zameen pe na sahi
Toh aasman mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil

Maana ki teri mauzudagi se
Ye zindagi mehroom hai
Jeene ka koi dooja tareeka
Na mere dil ko maaloom hai

Tujhko mein kitni
Shidhhat se chaahun
Chaahe toh rehna tu be khabar
Mohtaz manzil ka to nahi hai
Ye ek tarfa mera safar, safar
Khoobsurat hai manzil se bhi
Meri har kami ko hai tu laazmi

Adhura hoke bhi
Hai ishq mera kaamil
Tere bina guzaara
Ae dil hai mushkil